Bewafa sa pyar tha
Sukoon dosti me dhoonda h
Udas jb v ho tu
Khush to main b ni
Besumar pyar tu
Hai apna yaar tu
Thodi si awari h
Pr meri jindagi sawari h
Ha ye to apni yaari h
Hr lmha muskurata sa jeene ka jo jariya h
Uljhi rh gyi.. Pta chla dosti ek dariya h
Tujhse batein ki h hr dafa
Tujhse hi to seekha maine zindagi ka falsafa
Ab na chor ne dungi main.. Na chor k jaungi
Tere isi pehlu me zindagi bitaungi:-)
@unsaid
ns13.59.228.99da2